BSA Infomedia
Arclays collection agents (Always giving me wrong information)
- 02-16-2010
- 105
Hi,
My name is Asghar Naqvi. I am using Barclays card since 1 Years.my card# 4339**************4998.my bill date is 11 of every month and due dt is 28th of every month. I always Pay minimum amount on time. jabki mere paas mere barclays card ke bill bhi nahe aaee. ek baar kisi wajah se mai payment nahe kar paya. too uske baad mere paas barclays collection agents ka call aya. too maine use late payment ka fees pay kar dya... uske baad maine apna minimum payment pay karta raha. ek baar jab maine barclays collection agents se baat kare apne card ka fulfillment karne ko kaha too usne kaha ki mai iske regarding Barclays mai mail Daal deta hoo. phir usne mujhe kaaee din tak call nahe kya than maine use call karke poocha... too usne kaha ki aap ki mai approve hoo gaee hai... mai aapke pass apna executive bhaje dooga... Magar abb woo mera call nahe utha raha or Disconnect bhi kar raha hai. uske baad maine Barclays call kya unhone mera call arrange karane koo kaha magar unke paas se mere paas koee call nahe aya.
yaha par inlogone mera bhooat time kharab kya hai...
Regards...
Asghar Naqvi
Company: BSA Infomedia
Country: India