Allahabad Bank
Atm card
- 02-08-2012
- 336
Mai kahna chata hu ki mera ATM card ab tak nahi aaya hai. maine aapna atm form 28-nov ko diya tha. bank jane par bank wale bolte hai appka atm 15 din ke annadr ajayega par aabtak ATM nahi aaya hai. aapse anurodh hai k meri samsya ko jaldi suljhaye. dhanya vadh
Company: Allahabad Bank
Country: India
State: Haryana
City: Gurgaon