BSNL
SPEED AND DISCONNECTING PROBLEM
- 07-08-2011
- 311
Ph.no.-01512252241
7/72, M.P.Nagar
Bikaner
Dear sir,
hume broadband connection liye hue 10-12 din ho gaye hain aur shayad hi koi din aisa gaya hoga jis din net sahi chala ho. Bahut pareshan ho chuke hain.pehle to raat ko net chalta nahi tha.ab raat ko chalta hai to din me problem aa rahi ha.complaint likhate hain to wahan se koi reply aata nahi hain, next day ka naam lete rahte hain jab bhi call karo, bich me line man aaya tha to 1 din net sahi chala tha. Humara unlimited plan aur liya hua hai, jiske humare rupees waste hi ja rahe hain.agar aap aage se iska solution karen to jyada badhiya rahega, warna hamen to broad band hatwana padega.
thank you.jaldi reply milne ki aashanka me...
Company: BSNL
Country: India
State: Rajasthan
City: Bikaner