LIC POLICY
Lic Agent ke service na milne ke karan & 3 (yrs) salse policy ka premium

Miscellaneous

Sir,

mera naam Tilokchandji S. Singhavi, aur me gaon me rahane wala hu aur mera business sirf agriculture hai. Maine 1 jan ko ek LIC Policy nikali thi, aapke agent (Vinay Kubde, agent code-02981974) ke through. Policy nikalte waqt usne kaha tha ki me har saal policy ka premium lene aata rahunga, wah phale 2 policy ka premium lene khud aaya aur baad me usne muze 4 premium ke liye bahot taklif di, use 20 se 30 bar phone karna padta tha tab jakar wah aata tha. par pichle 2 saal se wah aaya bhi nahi aur phone karne ke baad aata hu kahkar rakh deta hai, aur aata nahi. Aur abhi 3 saal suru hai.

Jab muze pata chala ki premiuim na bharne se policy laps ho jati hai, too me khud premium bharne gaya to muze premium bharne se inkar kar diya, aur medical test karne liye kaha gaya (nagpur me). Jisme muze SUGAR ki bimari pata chali. Jab maine policy nikali thi jab mera pura medical test kiya tha (blood, xray, &so on) uas waqt muze koi bhi bimari nahi thi, ab aage kya karna hai puche jane par koi kuch batata bhi nahi.

Name: Tilokchand Suganchand Singhavi

Address: At. Post. Mangrul, Tq. Samudrapur, Dist. Wardha-442305

Company: LIC

Sum Assured: 500000

Premium: 35244

Table & Term: 14-17

Policy No.: 974137322

Date of Commencement: 1-1

proposal No.: 6066

Ab aage kya karna hai kuch samaz me nahi aa raha hai.


Company: LIC POLICY
Country: India
State: Maharashtra
City: Wardha
  <     >  

RELATED COMPLAINTS

LIC OF INDIA
LIC policy premium payment using credit cards

Future Genralli Insurance
Cheat/ Fraud by wrong commitments to sell apolicy

MICROSOFT AWARD TEAM, Williams Smith
CONTACT THE COURIER DISPATCH OFFICER FOR YOUR DELIVERY IMMEDIATELY, AYMENT OPTIONS / DELIVERY PROCEDURE

Ing insurance policy
Wrong information in policy document 01648348

MetLife
Unfair buisiness Practice and not complying the terms and conditions for surrender benefit

Birla Sunlife Saral Jeevan Policy
MisLeading

'ICICILom=006-264-552' ICICI Lombard Policy
Fradulent issue of Policy and deduction of premium amount from ICICI credit card