Airtel
For Broad band conection

Miscellaneous

Mere pass ek airtel broadband conection hai jiska bill hamesha he galat bheja jata hai or kabhi kabhi 50-60 hours tak net band bhi rehta hai.

or badi mushkil se bever mil pata hai is bar bhi mera bill jyada bheja gaya hai last date ki mere pass payment receiving hai per phir bhi late fee lagkar ayi hai. 62 rs tone ke jod diye hai jab ki meine koi tone ke liye nahi bola hai jab service center phone lagaya to batate hai ki ye to market walo ka kaam hai hum isme kuchh nahi keh sakte hai.

is samay mujhe keval 1170 rs dena hai jab ki bill 1350 kaa aya hai meine tay kiya hai ki mein is bar bill pay nahi karunga . or yadi mera conection kata jata hai to mein consumer form mein iski shikaya t karoonga.

Regards

Albel Kumar Singh


Company: Airtel
Country: India
  <     >  

RELATED COMPLAINTS

Bsnl land line phone kanpur
Dead phone

Airtel
Airtel Charges Coustomer Care calls...@50p/min

BSNL/Broad Band with BSNL EVDO CARD
Unsatisfactory services of BSNL EVDO Card

Airtel
No Feedback of complaint against my mobile

AIRTEL DTH Please don't buy
Airtel DTH Please don't buy

BSNL
Inflated bill, Slow speed, Broad band usage proceure changed

Airtel
Amount diverted to others account

Airtel
Regarding GPRS Connection