Mahindra and mahindra scorpio m2di
Exetra warranti
- 02-25-2011
- 318
Maine scorpio m2di kharidne ke liye nexgen soloution pvt ltd me advance booking 21000/- diya or us samay mujhe kaha gaya ki extra warrenti optional hai wo app le sakte or nahi bhi magar jab gadi lene ke liya gaya to wo mujse kahte ki ye aapko lena hi padega warna mai aapko gadi nahi de paunga
Company: Mahindra and mahindra scorpio m2di
Country: India
State: Jharkhand
City: Ranchi