Idea mobile fhone conection
Jari kiya gaya mob. no. pahle se activ tha evam conection fee ki na wapsi ki gaye n hi no. chaalu kiyaa gaya
700 rupye jama karne ke saath rasid per ek mob no.9718017952 diya gaya jo pree activ thaa (kisi aur ke paas pahle se chal rahaa thaa) esi ke sath ek sim card bhi jari kiya gaya sim no. 89910483090984128885 hai . es nsim per aaj bhi koe no activ nahi hai .idea me baat karne per koe bhi samadhan nahi ...