Mishra&co
Ek gaon aisa hai jahan na bijli na hi sadak hai
In uttar pradesh abedkar nagar district village tandwa shukla post tandwa bharat pur, jahan par na hi ab tak bijli na hi sadak hai yahan ke log isase bahut pareshan hai par koi sunta nahi inka, neta log aakar bhasad dekar chale jaate hai par koi kutch nahi karta ...