Respected sir,
mere husbend ka janshree beema yojna main insyorence kiya gaya tha jiska dava case mere dvara nagar palika panna m.p. ko diya gaya & nagar palika panna m.p. dvara dava LIC Bhopal send kiya gaya.
lekin aaj tak kisi bhi tarah ki jankari mujhe nahi bheji gayee
sir apse nivedan hai ki mujhe beema rashi dilaye jane mei help karein.
regard
saraswati namdeo
in front of mama hotal bada bazar panna 488001
0 comments