Sir,
Koi hai jo mujhe inki unnecessary calls se bachaye. har 5, 10 din main ek do phone in indiamart faridabad walon ke aa jate hain, inko kai baar bola hai ki mera number kaat do apni list se phir bhi ye mante hi nahi. kya karu main to bahut pareshan hoon.
0 comments