Dear sir
mera costumer no 6737 hai or mera naam chandra prakash hai mera connection sri nath gas agency thana banna devi g.t road aligarh u.p 0571-2408787
srimaan mene 23-12 ko gas book karai thi or aj11-01 ho gae hai aj tak gas ki supply nahi kari hai me office gaya to mujhse kaha gaya k address dobara likhwao mene likhwa diya phir bhi gas ki supply nahi hoe hai
srimaan kirpya karke meri samassaya ka samadhan kare apki ati kirpa hogi
dhannayawaad
0 comments