Maine 13/10 se big tv liya hai. maine 02/01 maine recharz 350 ka kiya tha tabi unke c.c se muje batya hai ki aap ko platinum pack nahi milega maine usi din aur 25/- rs, ka recharz kiya tab muje diya tabhi uhnone muje marathi ragional 5/- rs main sab chhanel dikhenge aase bataya abhi mujse ye jada charge le rahe he 350 /- platinum pack nahi milega 25/- karke total 375/- rs hota hai platinum 353 33marathi pack toatal hoti hai 388 /- hone ke bad muje 33/- marathi pack kase diya ye hamse sirf paisa le rahe hai inke custumer care main inka softwer hamesa kharab kota hai aur hum bad main ph karo bata te hai. har aadmi alag jawab deta hai. aur tax bhi jada lete hai
0 comments