18/01 ko mare gadi ka accident ho gaya tha. maine apani tw ko repair karne ke liye SAHIL honda ke work shop main dala tha workshop incharg ne mujhe 25/01 tak gadi repair kar ke dane ko kaha tha. par till date 31/01 Ko jab main apani gadi lane ke liye gaya to parts dept ke manager ka kahna hai ki parts avaiaibal nahi hai or mari gadi abbhi bhi work shop main hi khadi hai.
Dealership name :- SAHIL AUTOMOBILES
Add. :- Near 4th Bridge Napier town Jabalpur
main ek sales ka banda hu or pichale 13 dino se field par nahi ja pa raha hu
so pls do the need ful what should i do
0 comments