Hello sir, mera name dhanraj yadav, maine paper tower lagewane ka add dekha mene call karke pata kiya, to bataya gaya ki apko 5000 rsdekar registration karana hoga maine apne father shri shiv pratap ke nam se registration karaya or 5000 rs jama kiye fir or paise deposit karne ko kaha gaya jo ki pahela nahi bataya gaya tha. ou kaha gaya tha ki yadi registration cancle karane par paisa wapas kara jayega but cancle karane ke bad company ne apna no. off karke rakha hai
0 comments