Mai kisi ala adhikari se sampark karana chahata hun kyon ki 197 par call karane par ak mahila ne mere ye kahane par ki mere shikayat ki sunwai nahi ho rahi hai lagabhag 2 mahine se net sahi nahi chal raha hai... unho ne kade awaj me kaha ki jo karana hai kar lo net katawa do mai kya karun kahan jaun?
0 comments