My name is vikas kumar. nagar nigam walon ne itna tang kar rakha hai ke galio me se guzrna muskil ho gaya hai. ek asi gali hai jaha per water suply ke liye gali ki lutai ki thi aur baha per na to ganda pani ka seevrage dala aur na hi gali ko band kia hai. itni barish padti hai ke baha se log chal nahi pate vaise to sara budhlada seher ka aisa hi haal hai. parkash singh badal ne budhlada ko 22 cror rs diye the bo to kha hi gaye.
0 comments