Delhi main azad market main saal bhar pehle pul banane k liye kam shuru kiya gya tha par wo ab tak nahi bana hai sara yahan par khood kar dala hua hai logo ko bemairiyan ho rhai hai log astma k patient ban rahe ha... yahan har time bahut polution rehta hai aur jab kisi se compalint karo to koi nahi sunta...
0 comments