SIR,
Mera naam ANIL KUMAR SHUKLA Hai 3 year ho gaye hai lekin mujhe KDA ne meri jameen par kabja nahi diya hai maine pura paisa de kar registry kara li hai unke pass chakar laga -laga kar mai paresan ho gaya hu jaha par kaja lena hai usaka pata hai swarn jayanti vihar collony face -8 plot no. 601 jab bhi KDA OFFICE JATA HU YE KAH diya jata hai ki jaldi karwa dege meri jameen par koi our banda kabij hai usko KDA khali nahi kara paa rahi mejhe us par makan banwana hai mai 3 saal se bhatak raha hu agar aap koi karyavahi kar sake to mahan daya hogi mai bahut paresaan hu mera mob.9415486157
0 comments