Sir, mera namm shanawaz haider hai
mai 12 kazi ki chaal malwa mill par rehta ho
mera gas canection ogaswi gas agency mai hai.maine waha 16-8 ko cylender book kiya tha jiska booking number 12296 hai or muche time 20-8 ko diya tha.mager abhi tak cylender nahi aaya hai.or jab mai eski jankari unhe de raha hu to wo na meri jankari pr kaam kr rahe hai.o ab muche wapas se 4-5 din ka time diya ja raha hai.mai inse pareshaan ho gaya ho ye pehle bhi kai baar aisa kar chuke hai.
plz sir jaldi mere complaint par action lekar muche pareshani se bachiye
0 comments