Dear sir/madam,
mere pas hitachi company ka window ac hai, jo ki abhi warranty period main h. iski service ki complaint maine 29-04 ko kari thi par abhi tak service ke liye koi bhi nahi aaya hai, daily custmor care par phone karta hoon or jawaab milta hai ki kal aayega...
aap hi batayen main kya karon???
0 comments