Jinaab main ne tareek 12/2 ko srnager say kouch photo graphes poona kay liye rawana kiya abhi tak woh photo graphes mere apnoo ko na milay, hum bhut pareshan hai akahir in photo ko asaman kha gaya ya zameen nigalgai, kal bhi hum ne isbare main srinager ke office walu say bhaat ki woh kehaty hai hum ney chaar din pehale rawana kiya, jis jaga par yeh beijne the un ka adress yeh hai, shaeen munika apparments near raiway gate bopada pune fone no jis ko receive karna hai 09604855766 india poona, mehar bahani kar key karwai jaldhi kareye taki woh chain ki saans le sake, woh app ki nawizhis hoghi, appka apna shekayet wala bilal ahmad 941954925
0 comments