Espected sir
sir main Ghuman Hera main main rehta hun meri complaint yahan ke gali saffai karne wale thekedar ke khilaf hai wo hamare gaun ki saari gali saaf karte hain lakin hamari gali ke liye mana kar rahe hain. Galiyon mein bahut ganda pani bara rahat hai us there hue paani ki wajah se dengue, typhoid jaisi bimariyan hoti hain isliye main aapse us thekedar ke khilaf sakht karaewahi karne ki umeed karta hun aur hamari gali ki bhi safai hone koshish karne ki umeed karta hun kirpiya karke turnt karaiwahi kare aur us thekedar ke khilaf kya action liya gaya turant suchana dain main aapka aabhari rahoonga
Upinder Singh
M. 9971080255
8802367645
0 comments