Aj ki date se lekar pichle 7 months se koi bhi post man one week se jyada nahi rukta one week ke baad wo badal diya jyada hai is tarah se hamari letters hame nahi mil pate jiska reason janne ke liye jab hum post master ke pass gaye to usne waha se galat bhasha ka prayog kar bhaga diya. aur kaha hame hamara kaam karne do.
please hamari is samasya ka nirakaran karein.
from; sanjeev, rajeev, amit, neelkanth ravi, sumit, raghav, indra, ashu, neelam isha, jyoti, madhu, renuka
0 comments