Mera name amit kumar vaishnav hai. main pichle do mahine se mts ka phone no. 913664737 use kar raha the jispe pichle mahine costumer care se phone per adress verification clear hua tha. aaj dinak 19.04.2010 ko subha bina kisi information ke mera phone disconnect kar diya gaya, maine costumer care per phone kya to bola gaya ki apka phisical adress verification fail ho gaya to maine kaha ki app mujhe adress conforime kardijye to unhone jabab me batya ki apka adress ballabhgarh faridabad ahi maine bola ki app ko main apna naam aur shahar ka naam bata dunga to app mere adress per pahunch jaoge kya to unhone mujhe kaha ki nahin pahunch saket to maine kaha ki apne mujhe information di ki apka adress complet nahin hai ya massege kiya unhone kaha ki apka phone niain mila to mane kaha ki app apne maneger se baat kara do to unhone kaha ki apko ek ghante men phone aajayga...
maine 2 ghante wait kya lakin phone nahin aaya...
phir maine 2 ghante baad phone kya to bole ki abhi adhe ghante main phone aajeyga...
maine phir pure ek ghanta wait kaya par phone nahin aaya...
ek ghante baad maine phir phone kya to mare ko jabab mila ki aap ka phone no. parmanent band kardiya gaya hai to maine pucha ki aap apne manegar se baat kara do to unhone kaha ki main app ko shai jankari ke liye 2 minutes line hold kara raha hun kirpya line per bane rehin our mera phone parmantly band kar diya hai
kirpya karke mts balon se ye pucha jay ki bina jankari diye hi phone band kar dete hain uske liye ek ya do din ka time nahin diya jata hai
apsee meri prarthna hai ki mera phone yahi bala chalu karva den
dhanyabad
amit kumar vaishnav
9910014737
0 comments