Maine ek micromax Q5 kharida hai jisme charjing aur tracboll ki problam aa rahi jisse thik karane ke liye mai sarvice center gaya to waha unhone kaha ki sahab ye abhi nahi ho payega ek mahine baad aayiga! mai ek mahine baad fir gaya to unhone kaha ki sir 15 din baad aayiega mai fir 15 din baad gaya to unhone kaha fone chhod jaiye aur ek mahine baad milega! mujhe samjh me nahi aa raha ki mai kya karun? mujhe behad pareshani ka samna karna pad raha apna kaam dham office sab chhod kar wanha pahuncho to wo tuglaki far maan jaari kar dete hai ki ek mahine baad aao! pleeese kuchh kariye inka! ASIF KHAN
0 comments