Mai ambikapur distti.surguja.state chhattisgarh me rahata hu . ajj mai apna mobil set nokia company ke cutore care (nokia care ambikapur surguja distt.chhattigarh) me lekar gaya Tha jahapar suchana laga hai ki service 10.30 am se 7.00pm tak diya jayega per mai vaha 6.30 per pahuch lekin mere samsya ko jaanne ke bajaya mera ko bura bhala kahane lage aur baate karne par kaha gaya ki ham kisi ke nouker nahi hai .hamari margi ham mobile ko banaye ya na banaya ye hamari dadagiri hai . aur gurd ko dande se pitane ke liya boldiya is duran aur customer ne bhi bataya ki yaha to koi sidhi mooh baat nahi karth hai be wajah baitakar samy nastkarte hai aur tana sahi karte hai
mahoday aapke niwedan hai ki eese sewa center ke upper karwahi kare.
taki aam aadmi ko rahat millsake
0 comments