Hi, all
Mujhe july mein sarkari karmachi awas avantit kiya gaya, par Lodhi Road Complex ki CPWD karya shakha mein padasin JE aur EE dwara 6 mahinon se dilasa hi di ja rahi hai, ki apka kaam samay par ho jayega, kya koi bata sakta hai eshe karmchariyon ke khilaf shikayat karne ka kya rasta apnana chahiye. CPWD wakai mein sarkar ka esha vibhag hai jahan par aam nagrikon ki koi sunwai nahi hai chahe woh delhi ho ya koi anya rajya ho.is vibhag mein kaam karne wale Adhikari Karmchari hote to bus naam ke liye hain, apne kaam ke prati koi bhi jimmedari nahi hai, haram ka hi khhate hai.koi sunwai nahi hai.
0 comments