Mera airtel no. Hai 9546722202 jo ki mere naam (Md. Ahtasham Uddin) par main ne liya hai. Parantu mere account se Hamesha apne aap paisa kat jata hai. Aaz bhi mere account se 7rupiya apne aap kat gaya. Jab Maine 198 par iski sikayat darg karane ke liye call kiya to mujhe Bina koi santosh janak Jawab diye bina Mere no. Ko dissconect kar diya gaya. Aur mere no. Se ab 198 bhi nahi lag raha hai. Mai is k khilaf kiya action Lesakta hun.?
0 comments