Dear sir,
my name is rajan kumar vaishya, and my mobile no. is 9806472585 sir mai aircel customer hu aur lagbhag 2-3 year se mai is service ka use kar raha hu lekin mere account se kai baar balance deduction hua hain. jaise ki 10.07.2012 ko sam ko lagbhag 05.30pm mere account se 10-11 rupey ka deduction hua hain. jab mai customer sare baat ki to wah mughe gatat jankari de rahe the. unka kahna tha ki mai roaming may tha jab ki mai us samay nsingrauli may tha. agar ise tarah telecom compay ki manmani chalti rahegi to hum kab tak sahan karenge. apse nivedan hain ki mere is samasya ka jald solution kare.
rajan kumar vaishya
singrauli
0 comments