Sir mere gali main ek ghar main sattebagi or jua ka khel hota hai.es karan waha pr hamesa dar ka mahol bana rahta hai or mohalle main din bhar juariyo ki bhir lagi rahte hai.main chahti hoon ki main bina apna naam aaye police ko inform karu taki o log jaan nahi paye qki o log acche nahi hai.plese help me.
0 comments